Showing posts with label Two Lines Sms. Show all posts
Showing posts with label Two Lines Sms. Show all posts

Saturday, 28 March 2015

whatsapp status, Facebook status,

"Yun hi rakhte rahe bachpan se dil saaf hm apna....
Pata nhi tha ki keemat toh chehro ki hoti h,dil ki nhi.!!"..

Saturday, 14 March 2015

Tere Dard Se Muje Takleef Hoti Hai.

Ye zindgi hasin hoti hai,
Chahne se to har dua qabul hoti hai.
Kehne ko to sb apne hai,
Par kash koi aisa ho jo kahe
Tere Dard Se Muje Takleef Hoti Hai.

Tu Mera Hokar Bhi Mera Nahi Hai..

DiL Me Har Baat Aaj Bhi Wahi Hai
Zahir Hai Tujh pe Mera Haq Nahi Hai
Dekhte Dekhte Yu Manzar Badal Gaya
Tu Mera Hokar Bhi Mera Nahi Hai..

kya Kre......

ek DIL or Laakh Smjane waale Agr Samajh N Aye to Kya Kre
Dard DILka Ho to Seh Le,
DIL Hi Dard BaN Jaye to kya Kre.

Yaar Humara Hai.


Mousam Ki Khusgawari Ka Aik Hi Ishara Hai, 
Yadein Hai Jiski Woh Yaar Humara Hai.

Khud Ko Nahi Daikha…!!

Us Ki Aankhoon Main Nazar Aata Hai Saara Jahan
Mujh Ko Afsoos K Un Aankhoon Main Kabhi Khud Ko Nahi Daikha…!!

Tuesday, 10 March 2015

Two Lines Poetry, Two Lines Sms, Two Line shayari, whatsapp status, Facebook status,


itni lambi umar ki dua mat maang mere liye, 
Aisa na ho ke tu b chod de or maut b na aaye...

High Attitude Quote in Hindi Language

मुकाम वो चाहिए की जिस दिन भी हारु , 
उस दिन जीतने वाले से ज्यादा मेंरे चर्चे हो..

kharidaar aa gaye.

Ungliyan thak gayi patthar tarashte tarashte
 Jab surat bani yaar ki toh kharidaar aa gaye.

बेवफाओं की खैर नही ..


पढ़ रहा हूँ मै इश्क़ की किताब ऐ दोस्तों……
 ग़र बन गया वकील तो बेवफाओं की खैर नही ..

Friday, 6 March 2015

MERA NAAM TO HONE DO...

अभी सूरज नहीं डूबा जरा सी शाम होने दो……….,
मैं खुद लौट जाऊंगा मुझे नाकाम तो होने दो…….,
मुझे बदनाम करने का बहाना ढूंढ़ता है जमाना ….!
मैं खुद हो जाऊंगा बदनाम पहले मेरा नाम तो होने दो.......

Monday, 23 June 2014

Tuesday, 20 May 2014

chein se soya na tu, na main..

Tark-e-taluqaat pe roya na tu, na main,
 Lekin yeh kya ke chein se soya na tu, na main..

apni mauj mein rehnaa..


Mene samandar se seekha hai jeeney ka saleeqa,
 Chup chaap se behna, apni mauj mein rehnaa..